Ek din fursat se pooch baitha (bhagwan) mujhse,
Kya kami chhut gayi jo itna yaad karta hai mujhe,
Maine kaha itne mullatto main jo suna hai mujhe,
Zara tasalli se sunna ye dil kya kehta hai tujhe.
Pehli fursat main dekh use gawa diya dil,
Neele suit ya bheegi muskaan na jaane kisne kiya bismil,
Bina koi tark ke karne chala use haasil,
Jo kar gayi apni anuthi masoomiyaat ki kaatil.
Pyaar kyu karta hu usse phir main soch raha,
Uske baalo main lagi "Tic Tac" ya chehre par girte lato se kar raha,
Bahar nikalte haath mein sambhalne ke andaaz ya pyaar se kahe do shabdo se kar raha,
Haath main pehni silethi ghadi ya chehre par bikhre bholepan se kar raha,
Vivran main uske aisa kho gaya ki kab woh chehra apna ban gaya.
Kardi uske naam saari zindagi apni,
Bina jaane ki mujhse woh pyaar karti bhi ya na karti.
Sajde main ghukkar mangta hu tujhse ek dua,
Patthar kar de yeh dil ya mila de mujhe ek mauka,
Piro du yeh umadte jazbaat ek baar,
Chahe na ho muqambal use mera yeh pyaar,
"KABHI SOCHA NA THA KI AYEGA EK DIN AESA,
PAIRO PAR HONGA MAIN AUR SAMNE HOGI TUM,
MANG RAHA HONGA TUMKO TUMSE DEKAR EK TASALLI TUMHE,
NAHI BANI IS DUNIYA MAIN KOI JIS IS DIL KO CHHU SAKE,
VADAA RAHA YEH MERA TUMSE CHAHE KUCH BHI HO JAYE,
KOI TINKA BHI IS CHEHRE KI MASOOMIYAT KO KAM NA KAR SAKE."

No comments:
Post a Comment